Saturday, 2 December 2017

जाने दही खाने के 12 बेहतरीन फायदे और खूबियाँ | Dahi ke Faayde

Good Morning Dosto., Aaj hum baat krte hai Dahi ke Faaydo ke baare me., Jee haan Dahi ek esi chij hai jo lgbhg hr insaan ko psnd hai., to chliye aaj hum जाने दही खाने के 12 बेहतरीन फायदे और खूबियाँ se faaydo se rubru ho jaaye.

  1. Dahi mai calcium hone ki wajah se hadiyo(bones) ki mazbuti badhti hai.
  2. Dahi se baalo ki 5 minute tak maalish kare phir naha le. Aesa  karne se baal shiny aur silky ho jaaenge.
  3. Dahi khane se body ka cholestrol level kam hota hai. Iski wajah se heart problems ka khatra kam hota hai.
  4. Dahi khane se digestion mai sudhaar aata hai.
  5.  Dahi aur besan ko mix karke body mai malish kare aur kuch der baad naha le. Aesa karne se paseene ki badbu se rahat milegi.
  6. Roz ek katori dahi khaane se neend na aane ki shikayat dur hoti hai.
  7. Chaach ya lassi peene se pet ki garmi dur hoti hai aur sharir mai paani ki kami bhi nahi hoti.
  8. Dahi mai heeng ka chok lagakar khaane se jodo ke dard mai rahat milti hai.
  9. Dahi mai kishmish, badaam ya chuhara milakar khaane se wazan badhane mai help miti hai.
  10. Dahi mai nimbu ka ras milakar body par lagane se skin mai glow aata hai chehra chamak jaate hai.
  11. Dahi ki malai ko muh ke chaalo par din mai 2 se 3 baar lgane se muh ke chaale dur ho jaate hai.
  12. Dahi mai kaali mirch powder milakar sir dhoye isse dandruff kam hoga, aesa hafte mai do baar kare.

Dosto., Ye post aapko kaisa lga., please apna feedback cooment me zarur de., or agar aapke pas bhi koi intresting valuble hindi post hai to hme email me bheje, hum aapke post ko HindiBhandar me shamil krenge.. Thank you. :)

Tage: #Dahi ke faayde, #Dahi ke gun, #Dahi ke faayde hindi me, #Hindi me haankari, #Hindi Bhandar

Share this

0 Comment to "जाने दही खाने के 12 बेहतरीन फायदे और खूबियाँ | Dahi ke Faayde"

Post a Comment